shayri mahbub ki bewfai ki

 bhut sataati hai tume meri sararte
 ek din esa aayega jab meri khamosi tume rula degi


na jane kya hai  uske masum chahre me
agar wo mujhe dekhkar  rasta bhi badal le
to bhi bewafa nahi lagta


isk  rog hai esa jiski koi dwa nahi bani 
ye rog jise lag jaye uske liye koi dua na bani 

jahan ye rog na ho shayad tharti par esi koi jagah  na rahi 



esk- visk  pyar-  vyar sab thokha hai yaro 

fir bhi mai to yahi kahungi ki pyar kro 
tumhe kisne roka hai yaron 


hasrat itni si thi ki tum mil jate 
aarju itni hi thi ki do dil mil jate 


gam to duniya mE bhut hai lekin pyaar ka gam to kuch alag hi hota hai 
or gamon se to ubhar aate hai log lekin pyar ke gam me saasi umr rota hai



mera ksur kya tha jo tujhse dil laga liya
ek  patthar dil ko  sanm  apna bana liya
rote rahenge ab taumar hum tere liye
bas kasur itna tha ki tujhe hamne khuda bana liya



dil tut gya hai esa mera ki shayad ab kabhi jud na  payega
ye dil royega itna jab bhi tera jikr koi bhi kahi bhi aayega


mujhse khata hui jo tujhse ye dil laga liya ,gam ko hamesha ke liye apna bna liya
ab jine ki chaht na rahi hamko, isliye hamne apni motnka janaja  khud hi sja liya




Oldest

Please do not enterany spam link in tha comment box ConversionConversion EmoticonEmoticon

रक्षाबंधन के ऊपर शायरी raksha bandhan ke liye shayari

रक्षाबंधन के ऊपर शायरी raksha bandhan ke liye shayari भाई - बहन का ये पवित्र बंधन ऐसा है जो सब रिश्तों में सबसे अलग होता है| इस प्यारे से ...