shayri isk ki

1  teri bewfai ka gam na uthaya gaya hamse, bewafi hamne ki ye ilzaam bhi  lagaaya gaya hampe
  hum to saabit kar bhi dete tera jhutha ye aarop ,par shayad ye moka hi nahi mil paya hame


2  pyaar kiya to pyar karna bhi shikh gaye, pahle ladte nahi the duniya se ab ladna bhi sikh gaye
    pahle jite the hum khud ke liye ,ab isk ka manjar hi esa hai ki us katil ke liye marna bhi sikh gaye



 3 pyaar kiya sada ek tarfa hamne tumse ,par kabhi samjh nahi paya ki payar nahi karna tha tumse
     ye ahsaas nahi tha payar ke dard ka  mujhe ,varna kya ye dard itni aasani se mai le  leta tumse |


4  najron se hi najron ka didar karte ho ,hum puchte hai kya sach me hamse hi pyar karte ho
      kabhi apne labon se to do shabd bole to  hote jalim ,ya yuhin isharon me hi praar karte ho |



5 tujhe paane ke liye hum kyamat tak ladenge ,isk kiya hai tumse tumhe pakar hi rahenge    jamane se kya darna hai mujhe  maine to isk kiya hai ab tujhi se, apne aap ko tujhpar luta kar rahenge


6  teri yad aaj bhi dil se lagaye baitha hu , teri tasbir ko apne  dil me chupaye  baitha hun
    kabhi to didar hoga tera hamko ,ye aas mai barson se lagaye baitha hun 
Previous
Next Post »

Please do not enterany spam link in tha comment box ConversionConversion EmoticonEmoticon

रक्षाबंधन के ऊपर शायरी raksha bandhan ke liye shayari

रक्षाबंधन के ऊपर शायरी raksha bandhan ke liye shayari भाई - बहन का ये पवित्र बंधन ऐसा है जो सब रिश्तों में सबसे अलग होता है| इस प्यारे से ...